Zindagi Ki Yahi Reet Hai Lyrics - Kishore Kumar
Zindagi Ki Yahi Reet Hai Lyrics from Mr. India (1987)movie. The song is penned by Javed Akhtar, it's composed by Laxmikant and Pyarelal and sung by Kishore Kumar. You can watch Youtube video Listed below.Zindagi Ki Yahi Reet Hai Song Detail
Song : Zindagi Ki Yahi Reet HaiAlbum : Mr. India (1987)
Singer : Kishore Kumar
Musician : Laxmikant, Pyarelal
Lyricist : Javed Akhtar
Zindagi Ki Yahi Reet Hai Lyrics in Hindi
हार के बाद ही जीत है
थोड़े आँसू हैं, थोड़ी हँसी
आज ग़म है, तो कल है ख़ुशी
ज़िन्दगी की यही रीत...
ज़िन्दगी रात भी है, सवेरा भी है ज़िन्दगी
ज़िन्दगी है सफ़र और बसेरा भी है ज़िन्दगी
एक पल दर्द का गाँव है, दूसरा सुख भरी छाँव है
हर नए पल नया गीत है
ज़िन्दगी की यही रीत...
ग़म का बादल जो छाए, तो हम मुस्कराते रहें
अपनी आँखों में आशाओं के दीप जलाते रहें
आज बिगड़े तो कल फिर बने, आज रूठे तो कल फिर मने
वक़्त भी जैसे इक मीत है
ज़िन्दगी की यही रीत...
Zindagi Ki Yahi Reet Hai Lyrics in English
Zindagi ki yahi reet hai haar ke baad hi jeet hai
Zindagi ki yahi reet hai haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hain, thodi hansi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yahi reet hai haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hain, thodi hansi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yahi reet hai haar ke baad hi jeet hai
Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai zindagi
Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai zindagi
Zindagi hai safar aur basera bhi hai zindagi
Zindagi hai safar aur basera bhi hai zindagi
Ek pal dard ka gaanv hai
Doosra sukh bhari chhanv hai
Har naye pal naya geet hai
Zindagi ki yehi reet hai
Zindagi ki yehi reet hai, haar ke baad hi jeet hai
Gham ka baadal jo chhaaye
To hum muskuraate rahein
Gham ka baadal jo chhaaye
To hum muskuraate rahein
Apni aankhon mein aashaon ke
Deep jalaate rahein
Aaj bigde to kal phir bane
Aaj roothe to kal phir mane
Waqt bhi jaise ek meet hai

0 Comments